Facebook Yorumları
  • comment image

    best of bollywood'dan bir şarkı;
    film: dhadkan
    güfte: sameer
    sizler için icra eyleyen: nusrat fateh ali khan

    --male--
    aah aah aah, aah aah, aah aah aah
    shehnaaiyon ki sada keh rahi hai
    khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai
    saji surkh jodi mein chaand si dulhan
    zameen pe falak se pari aa gayi hai
    aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah - 2
    aah aah aah, aah, aah aah aah aah aah - 2
    aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah

    dulhe ka sehra suhaana lagta hai - 2
    dulhan ka to dil deewana lagta hai
    dulhe ka sehra suhaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai
    palbhar mein kaise badalte hain rishte - 2
    ab to har apna begaana lagta hai
    (dulhe ka sehra suhaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 2

    (saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
    pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman) - 2
    hain nayi rasmein, nayi kasmein, nayi uljhan
    honth hai khaamosh, lekin keh rahi dhadkan
    dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan - 2
    dhadkan meri dhadkan, dhadkan teri dhadkan - 2
    dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan - 2
    dhadkan, meri dhadkan, meri dhadkan
    mushkil ashkon ko chhupaana lagta hai - 2
    dulhan ka to dil deewana lagta hai
    palbhar mein kaise badalte hain rishte
    ab to har apna begaana lagta hai
    (dulhe ka sehra suhaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 2

    main teri baahon ke jhule mein pali babul
    jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
    main teri baahon ke jhule mein pali babul - 3
    jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
    khoobsurat yeh zamaane yaad aayeenge
    chaahke bhi hum tumhe na bhool paayenge
    muskhil
    mushkil, mushkil daaman ko churaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai
    mushkil daaman ko churaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai
    palbhar mein kaise badalte hain rishte
    ab to har apna begaana lagta hai
    (dulhe ka sehra suhaana lagta hai
    dulhan ka to dil deewana lagta hai) - 6
    dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan - 4


    (sine qua non - 13 Eylül 2005 17:43)

Yorum Kaynak Link : dulhe ka sehra